
· Yaad Aate Hai Wo School Ke Din, Na Jate The School Dosto Ke Bin..! Kaisi Thi Wo Dosti Kaisa Tha Wo Pyar, Ek Din Ki Judai Se Darte The Jab Aata स्कूल के दिनों की यादें जिंदगी भर साथ रहती हैं। स्कूल में की गई शरारतें जब भी याद आती हैं, चेहरे पर एक मुस्कान दे जाती · Mera Bachpan Essay in Hindi बचपन के दिन बड़े ही सुहावने दिन होते हैं बचपन बड़ा ही आनंददायक और जोशीला होता है। हर किसी को अपना बचपन कभी ना कभी याद आता ही है शायद ही ऐसा कोई इन्सान होगा जिसे अपना बचपन याद ना आया हो। बचपन की मीठी -मीठी यादों में खेलना कूदना, रोज़ मार खाकर स्कूल जाना और स्कूल से
bachpan ki yaaden | Andaaz-e-Biyan
BACHPAN humari zindagi ka ek bohat khubsurat lamha hota hai. Bachpan ki yadien bht qeemti hoti hain, school ki yaadein essay in hindi.
Jis ko hum Ajj bhi yaad karay hain tw chehra khil uthta hai. Bachpan k dour main Dilo main na koi Nafrat hoti hai or na hi koi Hasad bal kay sirf Or sirf Mohabbat hoti hai.
Meray bachpan ka dour bhi bht acha tha. Bohat sari yadien bachpan se wabasta hain. Jinhay main kabhi nahi bhool sakti. Main jab choti thi tw apnay ghar se zada apnay taya k ghar rehti thi.
unka ghar humare ghar k brabr main hi tha. Mery taya mujhe roz sham park le k jatay ghomaty or khub mazay karaty. Isilie apnay taya k ghar k ilawa kisi or k ghar jana mujhe bilkul bhi pasand nahi tha. Agar ami mujhe kahin zabarzsti le bhi jati tw main bohat roti or zid karti thi k mujhe kahin nhi jana bus taya k ghar hi jana hai, school ki yaadein essay in hindi. Bachpan main mujhe apni cheezien kisi ko dena pasand nahi tha or tw or main apnay khilono tak se bhi kisi ko nahi khailnay deti thi.
ye sub yadien main kabhi nahi bhool sakti…. or sub se mazay daar din tw wo tha jab ek din ami kam kar rahi thi or main akaily kamray main thi maine powder ka dabba uthaya or puray kamray main phela dia. meri is harkat ki wja se puray kamray main khusbo khusbo phail gai or kamray ka farsh bhi chikna hogyayahan tk k maine apnay puray kapro or khud per b powder laga lia tha. Jab ami kamray main ayi, Meera or puray kamray ka ye bura hashr dekha tw mujh per khoob chilai or meri pitai bhi hoi….
Ye chnd bachpan ki school ki yaadein essay in hindi hain jo mujhe aaj bhi yaad ati hain. Mery bachpan ki wo tasvirien aj bhi jab dekhti hn tw ek ek yad jaise kisi movie ki trha samny ajati hain. Or main sochti hn kash wo din phir ajaen. bachpan tw kahin bohat pechy reh gaya hai lekkin dil main abhi b us ki yadien waisi hi hain or jab koi bachay ko dekhti hn tw apna bachpan yad kr k usay bht pyar krti hn ankhon main anso say chalak jaty hain Bachpan k din waqai bohat anmool hoty hain…., school ki yaadein essay in hindi.
Bachpan ka dor insaan ki zindagi ka sab say behtareen dor hota hai jahan befikri, bekhofi, maasoomiyat aur muskuraahatein hoti hain. Agar isko zindagi kay sunehri dor ka laqab diyaa jata hai tou main samajhti hun k ghalat nahin diya jaata.
Bachpan jaata hai tou apnay sath saari maasoomiyat bhi lay jaata hai aur iske janay k baad hamain haqiqi maayinon mein ehsaas hota hai k jaisay pairh ki thandi chaaon say kisi nay hamain sehra ki tapti dhoop mein phaink diya ho. Andar baahir say aik jaisay hotay hain, school ki yaadein essay in hindi, chehray par munaafiqat k khol charhaaye nahin phirtay, school ki yaadein essay in hindi.
Aur sab say barh kar duniya k kareeh aur badsoorat chehray say naa-waqif hotay hain. Mere bachpan ki yaadein bhi mere zehn par ab tak naqsh hain aur ab bhi unhain yaad karun tou labon par besaakhta muskuraahat aajati hai. Mera bachpan intehaai khoobsoorat guzra, bachpan ki bohat si yaadein hain jo mujhay puri juziyaat k sath yaad hain. Apni badtamizi ka aisa hee aik qissa meri bht puraani aur shayad sab say pehli yaad hai aur wo yeh k hamaaray parosiyon k ghar mein bhai k dost hotay thay jinki family had say ziada mohazzib aur rakh rakhaao wali thi.
Hamaray sehnon ki deewaar aik he thi jo hamaaray gharon ko milaati thi, wahan unka aik aam ka darakht tha jo diwar k sath laga hua tha aur uska aadha jhukaao hamaray sehn mein hota tha.
Aik din main sehn mein khel rahi thi k mujhay adil bhai bhai k dost deewaar par charhay aam tortay dikhaayi diye. Kahan wo har aik say aap janab say baat karnay walay insan aur wo bhi umer mein mujh say 11 saal baray, unhein tou goya apni samaat pay yaqin he naa aaya, school ki yaadein essay in hindi.
Phir baad mein unhon nay meri bhai say shikaayat lagai aur apni choti behn par mere sath khelnay par paabandi aaid kar di.
Ammi say bhi daant pari, aur school ki yaadein essay in hindi baad say tou jaisay yeh meri chirr he ban gai, khandan mein ab tak mere is waqiyay ko yaad kar k mera mazaaq banaaya jaata hai aur mujhay sharminda kiya jata hai. Bachpan- Muskurahat, Shararat or Masomiat ka khubsurat tareen imtezaj hai. Insan chahe kisi b rang, nasal ya qoumiat se taluq rakhta ho bachan ka mizaj ek hi rehta hai. Wohi shokhi, sadgi or kuch kuch bewaqofi….
Agr me apne bachpan ki bat kron to is me apko har rang nazar aega. Kuch shararat, kuch maza,dhair sari bewaqofiayan or masoom si zid.
Sb se yadgar bat jo aj tak khandan me dohrai jati hai wo ye k jb me paida hui to i was like an african child Meri khala ne mjhe goud me lene se hi inkar krdya khair jb me bari hui to complexion khud hi fair hogya. Dosra scene meri school going age me hua jb me ne school jane se saaf inkar krdya.
Mere abba ne mjhe maasi bnne school ki yaadein essay in hindi drawe de de kr mera addmission to krwa dya, mgr parhai school ki yaadein essay in hindi shoq ab tk paida nhi hoska. Khair jb me II class me ponhchi to wo yaadgar waqia paish aya jo aj sb ghar walon ko yad hai. Hua kuch yon k me ne or meri cousin ne apni sb frnds k ghar ja k bari bari milne ka plan bnaya. Yon hum subha 11 bje ghar se nikle or bari bari sb frnds k gharon se mil mila kr wapis ponhche to hamare peeche masjidon me ailan hochuke the k 2 bachiyan kho gai hain.
jb hum 2no hansi khushi wapis aye to hamara esa shandar istaqbal hua k kbhi sadar e pakistan ka b nhi hua hoga. Bachpan ka nam aya hai to beshumar yaden hain jinko ahata tehreer me lana mumkin nhi, school ki yaadein essay in hindi.
Phir b captain planet, cam candy, ainak wala jin, maryo, saga games, play station mere lye jawahir se zada qeemti hua krte the. Na hum us waqt me lout skte hain or na hi wo waqt lout skta hai. agar hain to bs yaden, school ki yaadein essay in hindi.
Bachpan aik aisa waqt hai jo hamare ilawa sab ko yad rehta hai k ham ne kia kuch kia tha. Jab bachpan ko yad karne ki koshish ki to ek dhundli si tasveer samne ajati hai. Bohat si aisi yadein hain jinhe ham bilkul bhi yad nai karna chahte kyun k sharmandagi hoti hai.
Aur boht se aise waqie hain jinhe ham bar bar yad krte rehte hain. Bachpan ki sab se pehli yadon me se ek school jane ki yaad hain. Mjhe shcool jane ka boht ziada shoq tha lihaza ammi abbu ne jaldi dakhla krwa dia. Lekn phir kuch din jane k baad school se aisi chir hui k wo meri sab se na pasandeda jaga ban gyi. Aur roz subha mera hungama hota tha k school nai jana.
Bas phir ksi na ksi tarah mjhe school bheja jata tha. School jane school ki yaadein essay in hindi ilawa ek aur nakhushgwar waqia bhi pesh aya jo mere dil me ek khof bitha gya. Huwa kuch is tarah k ham sab chotey cousins mamu k sath kahin ghumne phirne gaye the. Wapsi per ham sab ice cream khatey hue wapis arhe the k meri ek cousin jo peche bethi thi, ne mamu se zid ki k wo bhi ice cream khayen. Isi kashmakash me jeep ksi tarah be qaboo ho kr ulat gyi.
Is k baad kia hua mjhe sahi tor per yad nai lekn itna yad raha k ghr pohch kr me boht roi. Mjhe school ki yaadein essay in hindi kch mamooli si kharashen ayin thi lekn me itna darr gyi thi k rona band na hua, school ki yaadein essay in hindi.
Sab ne bohat samjhaya bhi k kch nahi hua aur sab theek hain. Shayd hi koi aur bacha itna roya hoga jitna me roi, school ki yaadein essay in hindi.
Khair, ab jab bhi ye waqia yad ata hai mjhe ehsas hota hai me kitni sensitive thi jo is chotay se waqie se darr gyi. Yun to mri zindagi me purani yadoo ki bharmar he, school ki yaadein essay in hindi.
Or jb bhi me farig waqt me apni purani yadoo ko yad krta ho to mujye besakta hansi ajati he. Har insan ke sath us ki purani yadye wabista hoti he. Mujye yad he ke ek dafa mujye ammi apne sath market le kar gyin thi, ammi ko ek shop ce thermos pasand aya jo mujye bhi bhoat pasand aya tha par rate zaida hone ki waja ce ammi ne nhi liyaa. Jab ammi mare sath ghar ati he to dakhti hain ke me ushi thermos ce khal rha hon, ammi hairan.!!!
ye kya majraa he??? ammi ne muj ce poucha ke ye thermos tm ne kahan ce liyaa? me ne apni nanhi ci zaban ce bola uncle ki dukan ce. School ki yadeen to me kabhi bhi nhi bhula sakta. Me apne group ke sb ce sharati bucho me shumar kiya jata tha. Kabhi ksi dost ko dakha de deta, kabhi koi dost desk pe bathne wala hota to jaldi ce us ki desk pichye kar daita, kabhi ksi dost ki pant pe bubble gum chipka daita tha or phada karne me to bhoat mahir tha ek dafa to me ne ek buchye ka sar bhi phar diya tha jis ki waja ce madam ne to mujye pure school me bagha bagha kar mara tha.
Mujye apne sir ki ek baat abhi bhi yaad he wo khate the ke beta apni school ki life ko sahi ce enjoy kar lo kal ko tm sab jab baray ho jaen gen to yad karen gen apni school ki life. Aaj jb bhi hm sub school ke dost ek sath bathte hain to waqai me apni school ki life ko yad kar ke hanste hain.
sahi kahte the mare sir. Aj bhi jab me ksi bhi chote buche ko school jate howe dakhta hon,ya apne school ke samine ce guzarta hon to mujye apni purani yadeen taza ho jati hain…. Wesay tou meray bachpan kay bhot say aisay nakabil-e-farmosh wakiyat hain jinko mai kabhi bhool hi nhi sakti, mager ajj tak jub bhi barish hoti hay tou mujhay meray bachpan ka aik waqiya yad ajata hay or meray chehray per aik hansi si ajti hay tou janab hua kuch isterha! mai 2 class mai thi mara pehla paper tha or mujhay is bat school ki yaadein essay in hindi bhot khushi thi kay ajj mai juldi school say azad hokar ghar wapis chli jaungi paper khatam hony wala hi tha kay sath hi bhott tez barish bhi shroou hogai,meri khushi ka thikana nhi tha kiu kay barish mujhay bhot zada pasnd thi, paper khatm hoty hi mai or meri aik sehli Nimrah school say bhar niklay or barish ki barsat may nahany lgay.
barish may mazay mai khelty khelty mai apni friend kay sath uskay ghar chli gai or sub bhool bhal ker bus barish kay mazay mai hum dono kaghaz ki kashtiyyan bna bna ker barish kay pani mai bhanay lagy. Meri friend ki ammi yeh samjh ri thien kay shaid mai apnay gher per bata ker aii hun or mai is khushfehmi mai barish kay mazay uraye jari thi kay wesay bhi to gher rooz 2 bjy jati hun ajj bhi usi time chli jaoungi 2 bjty hi mai wapas jub gher pocchi to mery gher mai kafi log jama thy or meri ammi ka ro ro kar bura hal hua wa tha.
sub mujhay dekh k aisay mujhsay lipty jasay mai koi dosri makhllok kahin say nazil hogaie hun. mallom mai jub 11 bjy tak gher wapas nhi pochi tou meri ammi school gaien or school kay watchmen nay unsay boldiya kay maneel to kab ki ja chuki hay., school ki yaadein essay in hindi. bus pora mohaalla dhond dala mager ammi ko mai na milli to ammi samjhien shaid mujhay koi kidnap ker kay legya hay.
Abhhi ammi mujhsay pooch hi rehi thien k akhir mai khan gayb thi. Darwazy say ghabrye pareshan papa gher mai dakhil hoye or mujhay hug kar kay mujhy bhot pyar say pochnay lagy beta kahan chli gai thienn many papa ko phir story school ki yaadein essay in hindi ammi nay kafi ghussa kara or mujhko 1,2 thapper bhi marey mger bad mai pyar say samjhya.
Uskay bad kabhi many aisi ghlti nhi ki. Ajj bhi akser meri ammi is bat ka zikar kerti hain too woh barsat woh bachpan ki yad taza hojati hay….
Jab main likhnay bethi tw main soch rhi thi kya mujhe bachpan ki koi bat yaad hai? Mujhe aisa mehsos horha tha k koi b bt mje yad ni lekin jab lihkna shoro kia tw mazi ki her yad kisi movie ki trha zehan main chalny lagay.
Bht se log kehty hain humy humara bachpan yad ni school ki yaadein essay in hindi meri trha agar kbi wo b likhny bethay tw unhe anzada hoga jitni zada bachpan ki yadien hum sb ko yaad hoti hain itna agar humay aj yad hojae tw yaqeenan top karjana hai hum sub ne.
Hum sb school janay se pehlay cartoon dekhty thy, sham ko tom and jerry humara manpasnd program hota tha, jab 50 rupy Eidi milny ka matlab hota tha aap ameer hogye, jab humare lie sub se khatrnaak cheezien Injection or Tareeki hua krti thi, jab cricket khailty howe ye ausool hua krta tha ghar main jana out hai or jo maray ga wohi ball lekar ayega bachkana lekin behtreen yadien.
Mujhe wo khushi ab bhi yad hai jab main class main 1st ati thi.
स्कूल के वो दिन - धीरिका पांडे - द सोशल हाउस कविता - व्हाट्सएप
, time: 5:32मेरे बचपन की यादें पर निबन्ध | Essay on Reminiscences of My Childhood in Hindi

· Mera Bachpan Essay in Hindi बचपन के दिन बड़े ही सुहावने दिन होते हैं बचपन बड़ा ही आनंददायक और जोशीला होता है। हर किसी को अपना बचपन कभी ना कभी याद आता ही है शायद ही ऐसा कोई इन्सान होगा जिसे अपना बचपन याद ना आया हो। बचपन की मीठी -मीठी यादों में खेलना कूदना, रोज़ मार खाकर स्कूल जाना और स्कूल से · Yaad Aate Hai Wo School Ke Din, Na Jate The School Dosto Ke Bin..! Kaisi Thi Wo Dosti Kaisa Tha Wo Pyar, Ek Din Ki Judai Se Darte The Jab Aata Hey YouTube. A Very warm welcome to you on our blogger.com this video i tried something new. It's my school life i described in this video. School life is som Missing: essay
No comments:
Post a Comment